Monday, March 10, 2008

BAY MISAAL


Ishq kia tha bay misaal
Kabhi kia aur kabhi nahi
Aaj thakawat say bayhaal
Tho aaj ishq ka mood nahi?

Iss ishq ka kia karoon
Jo thamm sa gaya hay
Aap kahein tho bas....
Dil bhar sa gaya hay

Ishq aik jazba hay
Koi kia karay ga
Jo aap nay kia hay
Kia bhi aur nahi bhi

No comments: